“Baat yaha tak nahi pochni chahiye thi.. tumhe kya laga main darr jaunga” – (Emraan Hashmi). “Baat sirf aapki zabaan ki thi” – (Yami Gautam). “Nahi peechli baar tumhe kaha tha…tumhare izzat ki baat hain” – (Emraan) (Image: YouTube)
“Hum Abbas se behad pyaar karte hain usse pyaar se iss ladaai ki shuruwat hui” – Yami Gautam (Image: YouTube)
“Yeh rahi meher ki raqqam…ab aajse hamara koi rishta nahi hain….Talaq Talaq Talaq” – Emraan Hasmi (Image: YouTube)
“Ek saas mein teen baar Talaq dena kaise sahi ho sakta hain sir?” – Yami Gautam (Image: YouTube)
“Jab ek aurat pe har kanoon aur sazaa lagu hoti hain…toh mard kyun pachtaaye?” – Yami Gautam (Image: YouTube)
“Secular law ki aadh mein sharia ka mazaak banaya jaa raha hain aur aap dekhte reh jaayenge…isse bachana hamara farz hain” – Emraan Hashmi (Image: YouTube)
“Hum sirf musalman aurat nahi hum Hindustan ki musalman aurat hain…issi mitti mein pale badhe hain..isliye kanoon hume bhi ussi nazar se dekhe jaise baaki hindustaniyon ko dekhta hain” – Yami Gautam (Image: YouTube)